Jane kya soch kar
Jane kya soch kar
Chale the manzil ke aur
Manzil to na mila , gam he mila
Shikwa he mila , dukh ke barsaat mile.
Mausam badalate mile , jane kya..
Jane kya soch kar…….
Jane kya soch kar
Humhe kya pata tha , hum kya
Khabar the, duniya ko kareeb se
Dekhne ke humhe bhe cha the
Hum hue begane aapno se
Jane kya soch kar……..
Jane kya soch kar
Waqt badla , log badle , samay badla
Na badla mai , aur mere sadge ,
Mere dostana pan , humsafar badla
Zamana badla , jane kya kya badla
Jane kya soch kar
Jane kya soch kar
Dukh me na diya koi mera saath
Sukh me the mere sabhe sath,
Logo ne diye pyaar ka jawab pathoro se
Humne kya gunah ke the , jo hue itne hum paraye
Jane kya soch kar………..
Jane kya soch kar
Dil me dard ke lakeer se ban gaye
Hothe me , bas ek naam sa bas gaya
Na hota koi aapna yaha pe , hota hai
Jo wo sirf paraya , na hote hum na hote tum
Jane kya soch kar…………….
rohit sanyal