Kya Haq tha tumhara
Kya haq tha tumhara
Jo mere jindage me tum aaye
Aaye aur padjad ban chale gaye
Ye bhe na socha , ke mera kya hoga
Dil thodne ka jara bhe afsos na hua
Kya haq tha tumhara
Kya haq tha tumhara ,
Mana mai pareshan tha
Mana mai hairan tha
Par tum to samaj sakte the muje
Fir is tarah root jane ka kya .
Kya haq tha tumhara
Kya haq tha tumhara
Ishq me log mar marte hai
Ishq log jan dho baithete hai
Ishq me aapne ko bhula jate
Lekin tumne to mere saath he ….
Kya haq tha tumhara
Kya haq tha tumhar
Waqt kharab tha , haalat sath na ta
Socha tha tera pyaar milega
Socha tha tera bahupash milega
Lekin mila kya duriya , akelapan
Kya haq tha tumhara
Kya haq tha tumhara
Akasar aisa hota hai
Pyaar ka ant bura hota hai
Suna tha pahele kabhe kise se
Lekin khud ke saath beeet gaye
Kya haq tha tumhara
Kya haq tha tumhara
Kaash tu na aate mere jindage
To ye din na dekhna padta
Gam ke thali me roz khana na padta
Akele me jene ka bahana na milta
Kya haq tha tumhara
Rohit sanyal