Bedard Zamana
Bedard Zamana hai , Na apna hai na Koi Paraya
Jo bhe hai sab dikhawa , Mushkil hai jeena yaaro
Yaha pe , Dard ko pee jaate hai Log yahe pe
Mushkil me chod hai Log yaha pe
Bedard Zamana hai ……….
Bedard Zamana , Logo ka hai aana jana
Logo ke kasmakash me Apno ko Mushkil hai
Dhoond Pana , Shikanjo me jude hai ham .
Apne me Kho Jane ke Tamana Rak ke jite hai
Bedard Zamana hai ……….
Bedard Zamana hai, Sab Ko ye dikhana
Mardo ke dil ko aajmna hai to , Apne dil
Ko saaf kar ke ….Nahe to Musbit ke Gadhe me
Mard he ho jate hai sabke Apne…….
Bedard Zamana hai ……….
Bedard Zamana Hai, , saath rah ke Nibhana Hai
Hum ko ye Bhe dikhana hai , so sach hai usko
Hume batana hai , Jo mumkin hai wo kar dikhana hai
Baat ye hum sab ke , samaj Lo ye Hamari Mujabani Hai
Bedard Zamana hai ……….
Rohit sanyal