Kah Diya Alvida……
Yu darmiyan , yu fasale thee
Sab kuch rah ke bhe hum paas na thee
Tere bahoon me jeene marne
Ke kasame kahaya karte thee
Lekin aaj kya hua ,
Jo Tumne kah diya Alvida…………
Waqt se hara mai ,..
tanheyon ko Pukara mai
Gam se duba mai ,
Logo ke kaha kahe ko jhela mai
Samaj ye na paya , kis baat ke kame rah gaye
Jo tumne kah diya Alvida…..
Mohabbat ke jam se duba tha
Ye na pata tha Subah tha ya Shaam tha
Bas Juban pe Tera he naam tha
Ladkyhyee kadaam Yu ,
Ke pata he na chala ke
Jo tumne kah diya Alvida…..
Waqt yu kat raha hai
Ke saanse sirf Din Bun Raha hai
Ye bhe na Mallom is Masoom dil ko
Jo Dil dhadakta tha jis ke Liye
Usne ye kya kah diya
Jo tumne kah diya Alvida…..
Rohit Sanyal