Tuta khali jam…………..
Tuta khali jam …..
Mai tere isq me badnam
Har subah , har sham
Kat rahe hai har waqt, Dil me liye
Tere pyaar ka naam ,
Tuta khali jam……
Tuta khali jam
Isq me mai hua nakaam
Tut gaye hai sab pyaar ke rasme..
Kab aayega wo subah , Jab tum
Mere hoge sanam , bekarari hai is dil me…..
Tuta khali jam……
Tuta khali jam……
tuje pane ke hai Muje tamana fir se sanam
Jo hua , so hua , us ka na gila , Muje kar
De ek bar ……de ek bar , Maaf sanam
Na Tadpa is kadar , ke ho jao beasar.
Tuta khali jam………
Tuta khali jam……
Is dil ko sanam , hu m na samaja sake
Na samaj saka ye dil baiman ,
Hum the tumhare , Na tha koi mera
Humdum , tum he thee jo mere
pahele sanam , Aaj bhe ho tum
Tuta khali jam……
Tuta khali jam……
Aaj kya hua Sab tut gaya …….
Manjil bhe mujhese rut gaya ….
Ek bar mili , fir kabhe na mili
Ye kaise ruswayee mohabbat me
Tuta khali jam……
Tuta khali jam……
Hum ne to ke ashquie the
Na samaj paya tere Pyaar ke kimat
Aaj hue muje afsos
Tuje khone ke gila hai sanam
Tuta khali jam……
Rohit sanyal